Thursday, March 20, 2014

Tanhaai humse aksar wo kehjati he,

Tanhaai  humse aksar  wo kehjati he,

Jo hum tujhse kabhi nahi  kehpate hein,

Ajib ishq huaa he ye humein bhi duniyaa main,


Apne mehboob se ik pal bhi juda na rehte  hain, 

Written by hameeda ameer

No comments:

Post a Comment