Monday, March 3, 2014

Main uski khtaao ko aese bhoola dety hoon

Mushkil he kitnaa, khud se hi khafaa  yun larnaa,
Aankhoo  main nami he, barish bhi nahi hain,
Ajeeb  si  halaat  he  dile  nadaa  ki  aaj  ku,
Wo  meraa  bhi  he, or  meraa  bhi  nahi  hain,
Zindagi  bhar  chahungi, tujhe  main  isi  tarhaa,
Ye  wadaa  to  kiyaa,  par  wadaa  bhi  nahi  hain,
Beet  jayengii  bas  isi  tarhaa  sadiyaa mere dil,
Wo nahii aayegaa, or tujhse wo juda bhi to nahi hain,


Written by  hameeda   ameer 

No comments:

Post a Comment