Sunday, August 2, 2015

Meri qurbanio ka silaa he ye jo tu aaj mera he,

Meri qurbanio ka silaa he ye jo tu aaj  mera  he,
Nahii  to tune kami na ki dil dukhane main janaa,



Writtrn  by  hameeda  ameer 

Rooh nazar nahii aaty kabhi, jism nazar aate hein,

Rooh  nazar  nahii  aaty  kabhi,  jism  nazar aate  hein,
Tu meri rooh ban ke rehta he tujhe khbar  hii nahi,

Writtrn   by  hameeda  ameer 

Tu to sath rehtaa he mere saye ki tarhaa

Tu  to  sath  rehtaa  he  mere  saye  ki  tarhaa,

Ye alag  bat  he  tujhe  ahsas  nahimery chahatt ka,

Writtrn  by hameeda ameer 

Tujhe nahii ptaa tu kyaa he mere liye

Tujhe  nahii  ptaa  tu  kyaa  he mere liye,
Tujhe   chahaa  he  KUDAA   ki   tarhaa,

Writtrn  by  hameeda  ameer 

Abb kisi ki nahii himmat koi tujhe thukraye

Abb kisi ki nahii himmat koi  tujhe thukraye
Tu wo hiraa he jo har bazar nahii miltaa he


Writtrn  by Hameeda  Ameer 

dil nhi toraa chup-chup ke rehna meri majburi thi,

dil nhi toraa  chup-chup ke rehna meri  majburi thi,
tujhe  pane  ke  liye  ye qurbani  meri  zarore  thi,

writtrn  by  hameeda  ameer 

Meri qurbanio ka silaa he ye jo tu aaj mera he

Meri  qurbanio  ka  silaa he ye jo tu aaj mera he,

Nahii to tune kami na ki dil dukhane main janaa,

writtrn by hameeda ameer