Sunday, June 29, 2014

Marne wale, marjate hain duniaa main sabhii,

Marne wale, marjate hain duniaa  main sabhii,

Humne to har sans main moot ko mehsoos kiaa,

written by hameeda ameer

Zindagii jalke rakh bangai abb to,

Zindagii  jalke  rakh  bangai  abb  to,
Isko  cheraa to bikhar jayegii,
teri aas pe ummeed pe aaj  bhi   jite hain,
agar  tu  milgyaa,  ye zindagii swar jayegii,
written by hameeda ameer

kyun sachche ishq main sabhi rote dekhe

kyun   sachche  ishq main sabhi rote dekhe,
do pal ki khushi, umr bhar ke gum  hote dekhe,

written by hameeda ameer

Ik sachchi mohabbat ho,or tera sath ho snam,

Ik sachchi mohabbat ho,or tera sath ho snam,
Phir  iske siwaa or koi  na aarzoo karoon,

written by hameeda ameer

Kyun zamaane main sabhii khuwab sjate hain,

Kyun  zamaane  main sabhii khuwab sjate hain,

Jab ki maloom he khuwab to khuwab huaa karte hain,

written by hameeda ameer

Kuch bhii na paa-sake hum,

Kuch bhii na paa-sake hum,
tujhse ku ye btaa  ae zindagii,
Ku  uski aarzoo main aaj bhi,
jiye jarahe, tujhko ae  zindagi,

written by hameeda ameer

Humein kon milta he, ye takdeer te karti he,

Humein kon milta he, ye takdeer te karti he,

Or aap unki kitni qadar karte hain, ye hum te   karte hein,
Magar aap ka sath, aakhri dam tak kon degaa,
Ye  hmaraa  pyaar, or  hmaraa khuda  te  kartaa  he,

Written  by  hameeda ameer

Agar Halki si muskan se, kisi ko khushi milsakty he

Agar  Halki  si  muskan se, kisi ko khushi milsakty he,
To kyaa hum khush rehkar, sari duniya ko khushi nahi desakte,

written by hameeda ameer

Roote hain kese dekh, teri yad main snam,

Roote  hain kese  dekh, teri yad main  snam,
Roote   hain  ye nazare,  tu  dekh  ye  snam,
Na tu ataa he, na teri yadein  dil se  jati  hain,
Naa   dam  ye nikaltaa he, intzaar  main  snam,

written by hameeda ameer

Har insane ke pas ik dil hotaa he,

Har insane ke pas ik dil hotaa he,
Har insane ke dil main, ik koi khas hotaa he,
Har  insan  jab ik jese hote hain,
Dil  bhi  sabhi  ke pas hotaa he,
Phir kyun akhir har insan, ik insan ki  tlash main, 
poori zindagi apni  ye  kho-deta   he,
kyun akhir kyun, ye kyaa he,

ik choti si masoom si khuwahish,
jo itni pyari hori he ki apni zindagi,
ye ik mamuli si  hakheer si  lagti he,
uske binaa,jo kabhi hmaraa nahi hosaktaa,
ajeeb chizz he ye ishq bhii,
ye zindagi  hmari hokar bhi prai lagti he,
ajeeb pagal ban hain,ye ishq bhi,
uff khuda bchaye,sabhi ko aese ishq se,
tobaa,,,,,mere khuda,  ameen,,,,,

written by hameeda ameer

Tu bewafaa nahii he, ye soochti hoon main,

Tu bewafaa nahii he,  ye soochti  hoon  main,


Hum  bewafaa huwe na, bas isi aas main snam,

written by hameeda ameer

Poocha jo haal usne, hum jane kyun ro diye

Poocha  jo haal  usne, hum  jane kyun  ro diye
labb   khule naa apne,  tarpe  or  ro diye
yaad  aai hum ko teri jfaayein jab snam mere,
Ruswaaioon pe apnii  hum, pachtaa ke ro diye
Soochaa tha tu hmaraa he hum hein tere snam,
Banhoon main tujhko garr ki, dekhaa to ro diye,

written by hameeda ameer

Na ghar milaa mere hisse ka,

Na  ghar  milaa  mere  hisse  ka,
Naa  mujhe ( Bap) ka  pyaar   milaa,
Yateem   ho-gyaa   thaa  bach.pann main,
Ghar  main sbse  Chotaa  thaa main,
Mujhe   umr  bhar  sabka bas  dant  milaa,
Milaa  to  bass  mujhe  anmool  ye khazaanaa  milaa,
Meri   maa,  or  meri  maa  ka  mujhe  pyaar  milaa,,,,,,,,,

Written  by  hameeda  ameer

Friday, June 27, 2014

Phirtaa rahaa awaraa badal ki tarhaa tu,

Phirtaa  rahaa awaraa badal ki tarhaa tu,
Hum   tujhko  apnaa  aasmaa samjh bethe,


written by hameeda ameer

Dil kash nzar Teri ye, dil meraa legai,

Dil  kash  nzar  Teri  ye,   dil  meraa  legai,
Dono  jahaan se humein,  beganaa kargai,
Yun ji rahe hain aaj tum se bichar ke hum,
Muskan in laboo ki,   saku   dil   ka-legai,
Rote  hain  abb to  rat-din tujhko pokarte,
Teri  humein  ye  chahat  kyaa sogat degai,
Jo  khogyaa   dil  to afsoos uskaa kyaa,
Duniyaa main naam ishq ka, ye hum ko degai,
Aate ho rooz khuwab main, milte nahi magar,
Tere  magar is  khuwab se,  meri duniaa swargai,
Dil to kehtaa  tu aa, or rasmain kahein na aa,
Is  dil  ki kash-ma-kash main,  ye  jaa  nikalgai,

written by hameeda ameer

Yun to sab ishq main khate hain wafaa ki qasmain

Yun to sab ishq main khate hain wafaa ki qasmain,
Humne na  khake  bhi qasmein,  nibhai wafaa ki rasmain,

written by hameeda ameer

Dil tujhe deke humne, bahutt buraa kam kiaa,

Dil tujhe deke humne,  bahutt  buraa  kam  kiaa,
Apne  jazbaat ko, apne  ishq  ko  sirf badnam kiaa,

written by hameeda ameer

Aarzoo ikk tere deeder ki kartaa he dil,

Aarzoo  ikk   tere  deeder  ki  kartaa  he  dil,
Teri rahoon main  dekh,  dil bichaa ke  beth gaye,

written by hameeda ameer

ajaa mere dil ki tu pyas bujhaa de,

ajaa  mere dil ki    tu pyas  bujhaa de,
deedar se roti hui,  aankhoo  ko  hansa de,

written  by hameeda ameer

Teri chahatt main, aaj yaad nahi kuch bhii snam,

Teri chahatt main, aaj yaad nahi  kuch bhii snam,
Na  aaye tum to, dam-hi-na ye nikljaye ye darr he,

written by hameeda ameer

Dil ik phool thaa, abb murjha-gyaa dekhoo,

Dil  ik phool thaa, abb murjha-gyaa  dekhoo,
Kyaa murjhaye phool kabhi khilaa karte hain,

written by hameeda ameer

Kyaa mohabbat main dard, gum hi mila karte hain,

Kyaa mohabbat main dard, gum  hi mila karte hain,
Humne to suna tha mohabbat, jannat zamee pe laati he,

written by hameeda ameer

Tujhse achaa to ye aainaa he meraa

Tujhse  achaa  to ye  aainaa  he meraa,
Rote   huwe  dekh mujhe,sath ye-bhi  rodiaa,




written by hameeda ameer

Ajeeb mohabbat ka tastoor bnayaa ya rabb tune,

Ajeeb mohabbat ka tastoor bnayaa ya rabb tune,
Ishq karte hain,kuch log izhar nahi karte ta umrr,

written by hameeda ameer

Zindaa rahe, hum tere deedar ki khatir,

Zindaa rahe, hum tere  deedar ki   khatir,
Tarpe tmam umr  tere  deedar  ki  khatir,

written by hameeda ameer

Gum ki rahoon main charaag jall-uthte,

Gum ki rahoon main charaag jall-uthte,
Tum agar pyar se ik-bar hi dekhlete snam,

written by hameeda ameer

Ajeeb bebasi he ye apni bhi snam mere,

Ajeeb bebasi he ye apni bhi snam mere,
Tu pas he dil ke, or mere pass  nahii,

written by hameeda ameer

Kyun hmain pyar ke badle main pyar naa milaa,

Kyun hmain pyar ke badle main pyar naa milaa,
Teri chahatt ko tarapte rahe-ta-umr snam,

written by hameeda ame
er

Zindagi aaj ye lash bangai apni,

Zindagi  aaj ye lash bangai   apni,
Or khud hi  khandhe pe  uthaye hain,

written by hameeda ameer

Mrne wale mrjate hain sabhi duniaa main,

Mrne wale mrjate  hain  sabhi  duniaa  main,



Humne to har sans main moot ko mehsoos kiaa,

written by hameeda ameer

Zindagii jalke rakh ban gai he,

Zindagii jalke rakh ban gai he,
Or  cheraa to bikhar jaungii,
Kyun teri aas pe ummeed pe  jite hain,

Jab ki malum he tu nahi aayegaa snamm,

written by hameeda ameer

kyun sachche ishq main sabhi rote hain

kyun   sachche  ishq  main  sabhi  rote hain,
do pal ki khushi, umr bhar ke gum  hote hain,

written by hameeda ameer

Ik sachchi mohabbat ho,teraa sath ho snam,

Ik sachchi mohabbat ho,teraa  sath ho snam,
Phir  iske siwaa or koi  na aarzoo karoon,

written by hameeda ameer

Kyun sabhii khuwab sjate hain yahaa duniaa main

Kyun   sabhii  khuwab sjate hain yahaa duniaa main,
Jab ki maloom he khuwab to khuwab huaa karte hain,


written by hameeda ameer

Kuch bhii na paa-sake tujhse a zindagii,

Kuch  bhii  na paa-sake tujhse a  zindagii,
Ik uski aarzoo main jiye jaa-rahe hain hum,


written  by hameeda ameer

Humein koon milta he, ye takdeer te karti he,

Humein  koon  milta  he, ye  takdeer te  karti  he,
Or  aap unki kitni  qdar karte  hain, ye aap karte hein,
Magar aap  ka  sath, aakhri dam tak koon degaa,
Ye  hmaraa  pyaar, or  hmaraa khuda  te  kartaa  he,

Written  by hameeda ameer

Sisakte hain aa dekh teri yad main, hmare sath ye nazare bhi,

Sisakte hain aa dekh teri yad main, hmare sath ye nazare bhi,
Na-tu ataa he na teri yad jati hain, or naa ye dam nikaltaa he,


written by hameeda ameer

Har insane ke pas ik dil hotaa he,

Har insane ke pas ik dil hotaa he,
Har insane ke dil main, ik koi khas hotaa he,
Har  insan  jab ik jese hote hain,
Dil  bhi  sabhi  ke pas hotaa he,
Phir kyun akhir har insan, ik insan ki  tlash main, 
poori zindagi apni  ye  kho-deta   he,
kyun akhir kyun, ye kyaa he,
ik choti si masoom si khuwahish,
jo itni pyari hori he ki apni zindagi,
ye ik mamuli si  hakheer si  lagti he,uske binaa,
jo kabhi hmaraa nahi hosaktaa,
ajeeb chizz he ye ishq bhii,
ye zindagi  hmari hokar bhi prai lagti he,
ajeeb pagal ban hain,ye ishq bhi,
uff khuda bchaye,sabhi ko aese ishq se,
tobaa,,,,,mere khuda,  ameen,,,,,

written by hameeda ameer

Tu bewafaa nahii he, ye soochti hoon main,

Tu bewafaa nahii he,  ye   soochti  hoon  main,
Hum  bewafaa na huwe, umr-bhar isi galt fehmi  main,


written  by hameeda ameer

Tu Agar roye, tujhe nahii ptaa ye snam,

Tu  Agar roye, tujhe nahii ptaa ye snam,


sawann ki tarhaa roti hain, tere sath ye aankhein,,,

written by hameeda ameer

Be-khabar Hogyaa, wo aaj ku humse,

Be-khabar Hogyaa, wo aaj  ku  humse,

jo kabhi tutkar  pyaar kiaa kartaa thaa,

Ik din wo thaa rat-din chahtaa  tha humein,

Raat din chahaat ka, iqraar kiaa kartaa tha,
jo  aaj  na bat karta he, na ab wo pyar  kartaa he,

Ishq sachaa he meraa, jo  yehi bat  kiaa kartaa thaa,

Kahaa gye wo wade, wo qasmein uske,

Jo jan dedungaa, ye rooz  kahaa  kartaa  thaa,


Written by  Hameeda  Ameer  

Wednesday, June 25, 2014

Kitnaa kiaa he pyar, tujhe hum kis tarhaa btayein

Kitnaa kiaa he pyar, tujhe hum kis tarhaa btayein,
Ye janti hoon main, ya  mera khuda  or kyaa ab btayein,

written by hameeda ameer

Kyun ji rahe hain aaj bhi, teri ummeed ki khatir,

Kyun ji rahe  hain aaj bhi, teri ummeed ki khatir,

Tu   kal Kyaa milegaa, jo door bhagtaa rahaa aaj-tak,

written by hameeda ameer

Kashti kinare parr, meri tune lakar

Kashti kinare parr,  meri tune lakar,
barbad kardia mere na khuda  tune,

written by hameeda ameer

MAIN KESE BHULOON TERE SATH BITAYE WO LAMHEIN,

MAIN KESE BHULOON TERE SATH BITAYE WO LAMHEIN,
JO  HUMNE  SATH GUZARE THE ZINDAGII MAIN KABHI,
written by hameeda ameer

MUJHE YAAD AAJ KYUN KUCH NAHI,

MUJHE  YAAD   AAJ  KYUN  KUCH  NAHI,
MERAA   DIL  CHURAA  KE,   KAHAAN-GYAA,

ZARAA  DEKH   TO, BADLE    MOSAM SABHII,
DEKE  DIL  KO  KHIZAAN  TU   CHALAA-GYAA,
ABB   CHAAHOON  BHI MUSKURANAA  JO,
MUJHE   ASHQ   DEKE,   TU  CHALAA-GYAA,
(  BIBBO )   MAR.MITI  TERE  ISHQ   MAIN,  
TERI   ZAAT   PARR,   TERE  PYAAR  PARR,
DEKE    ISHQ-E   DAG-E,   TU  KAHAAN-GYAA,
ABB   RAAT--DIN  TUJHE  BAS  POOKARE   DIL,
TU  KHUWAB   DIKHA   KE   KAHAA-GYAA,,,,

written by hameeda ameer

Mohabbat hum nahi karte,

Mohabbat   hum  nahi  karte, 
yehi  kehte  ho  na  bas tum,
Meri har sans main, dhrkan  main,
dil  Bankar, sirf  rehte ho  bas tum,
Tumhare   dil  ka  jo  dard  he,
Hmari   aankh  se   behtaa,
Tumhain  ye bhi   khabar   he kyaa,
Hmari   Rooh   banke   bas rehte ho  tum,
Hazaroo   khuwahishein  dil main,
Hazaroo    manzilein   lekinn,
Mere  is  dil  ki  pehli,  or  aakhri,
khuwahish  magarr  bas  tum,
Yakeen  kyun   aaj  bhi chahat  pe,
tumko  kyun  Nahi    ataa,
Meri   aankhoon   ki  tum  roshni, 
Banke   rehte   ho   bas sirf  tum,
Choor   diaa  he   tujhko  humne, 
Magar Na  choraa ye wafaa ka daman,
Mere   is   dil   main,   aaj  bhi bas, 
Dharkan   banke  rehte  ho bas  tum,,,

written by hameeda ameer

pyaas is dil ki, sirf teri ik deed he,

pyaas is dil ki,  sirf teri ik deed he,

aajaa deedar de ab pyas bujha de dil ki,

written by hameeda ameer

kyun sare sham se dil ka diaa jalaa bethe,

 kyun sare sham se dil  ka diaa jalaa bethe,

tere aane ki  ummeedse  dil  ye behlaa  bethe,

written  by  hameeda  ameer