Jazbaat ki kashti main, bhwar main utargaye,
Hum
ishq ki rahoo main hadd se
guzar gaye,
Maloom
naa tha ishq ka
anjam tab humain,
Bebas
huwe jo dil se
to aansoo nikalgaye,
Mushkil
he kitnaa jinaa
tanhaa tere binaa,
ehsas
tabb huaa bahut
door tum gaye,
Ajaa
pookarti hain pagal
ye dharkane,
Tum
choor ke tanhaan
ye btaaoo kidhargaye,
Har
sans main ataa he
bass nam tumharaa,
Karke
diwanaa ishq main,
btaaoo kidhargaye,,,

No comments:
Post a Comment