Chehraa abb to tujhe dekh ye khilne lagaa
Chehraa abb to tujhe dekh, ye khilne lagaa,
Rat-din dil jo tujhse, ye milne
lagaa,
Bhool kar sare duniyaa
ke aaj gum main,
Teri chahat ka phool
dekh khilne lagaa,
Dil teraa mandir bnaa,
jane adaa ( bibbo )
Sar jiske samne, aaj ye jhukne lagaa,
Dil ye sajdoo main
tujhe hi mangtaa he bas,
Tujhe chah-kar ibadat main, khuda ki karne lagaa,
written by hameeda ameer
No comments:
Post a Comment