Dil
pe yun akss,
teraa aayaa he,
Jese Pani par wo
chand ka
sayaa he,
Abb
to duniyaa main
apnaa koi nahi,
Jab se tujhko qareeb
payaa he,
Hum
tumhein tab-se pyar
karte hain,
Jab-se ye hoosh
humko ayaa he,
Charche
karte hain wohi
chahat ke,
Ishq
ne jinko, bahutt
stayaa he,
Tum
karoge wafaa yakin
he humein,
Hum
karenge wafaa, ye wada he,
Dil
to kartaa he har
ghari poojaa,
Rab
se sirf humne
tum ko chahaa he,
Jab
mile the hum
pehli bar snam,
Wo ghari aaj
bhi he yad
snam,
Khogaye
the ik duje ki
aankhoon main,
Haye kesa
gazab ye dhayaa he,
Tu milega
ye yakeen dil ko,
Tu judaa hoke bhi judaa to nahii,
Teri yadoon main hum to jite hain,
Ashq
chup-chaap hum ye
pite hain,
Abb
to koi duaa
nahi lab par,
Jabse
dil tujhse ye
lgayaa he,

No comments:
Post a Comment