Mohabbat
hum nahi karte,
yehi
kehte ho na bas
tum,
Meri har sans main, dhrkan main,
dil
Bankar, sirf rehte ho bas tum,
Tumhare
dil ka jo dard
he,
Hmari
aankh se behtaa,
Tumhain
ye bhi khabar he kyaa,
Hmari
Rooh banke bas rehte ho tum,
Hazaroo
khuwahishein dil main,
Hazaroo
manzilein lekinn,
Mere
is dil ki
pehli, or aakhri,
khuwahish
magarr bas tum,
Yakeen
kyun aaj bhi chahat
pe,
tumko
kyun Nahi ataa,
Meri
aankhoon ki tum roshni,
Banke rehte ho bas
sirf tum,
Choor
diaa he tujhko
humne,
Magar Na
choraa ye wafaa ka daman,
Mere
is dil main,
aaj bhi bas,
Dharkan
banke rehte ho bas
tum,,,

No comments:
Post a Comment