Tuesday, January 28, 2014

Naa kiyaa kar zalim is dil pe itne sitam tu,

Naa  kiyaa  kar  zalim  is  dil  pe  itne   sitam tu,
Nahi,  ataa  tu,  to  yaad  bhi  naa  ayaa kare  teri,,,,,,,,

Written   by   hameeda   ameer

Teri chahaat, teri batei, tere hi khuwab teri yadein,

Teri  chahaat, teri batei, tere hi   khuwab  teri  yadein,
Ye aaty raat  jab bhi, bas  tarap, or  yaadein   leke aaty he,,


Written   by   hameeda   ameer

Wo is tarhaa se kuch mere, dil main smaa gyaa,

Wo is tarhaa se kuch mere,  dil main  smaa gyaa,
Apne  wajud  se  mujhe,  ajnabii  bnaa gyaa,
Ik bar wo  milaa tha, bas  barish ki raat main,
Dil  ko  wo  mere   apni  chahat  se  nilhaa  gyaa,

Wo is tarhaa se kuch mere,  dil main  smaa gyaa,
Beeti  hain   aaj  sadiyaa,  magar  yaad  aaj  bhi,
Kesaa  ajeeb shakhs thaa, wo  mujh  main  smaa gyaa,
Aai he jab bhi barkhaa, use dhuntaa   ye  dil,
Wo  ajnabi  jo, apne ishq main  pagal  bnaa  gyaa,


Written   by   hameeda   ameer

Chand tanhaa sa aaj lagtaa he,

Chand   tanhaa  sa  aaj  lagtaa he,
Gum  ke  badal   Ku  Uspe  chaye hein,
Humne  to  geet  pyaar  ke  gaye,
Uspe   gum  ki   ku  ghataye hain
ku   chakoor  aaj  nazar  nahi  aataa,

geet  wo  pyaar ke  nahi  gataa,
chand  ka  he  chakoor  diwanaa,
chand  kyun  aaj  usko  nahii  bhataa,
ku  aaj  udaas    chakoor   lagtaa he,
ku  chand   se  wo   door  lagtaa he,
ku  sabhi  log    pyar   karte   hein,
ku  wo  diwangi  main   marte  hain,
chand - chakoor ki bat sabhi  karte hain,
chand  or  chakoor  ka ishq  dekh  ye   duniyaa,
pyaar  ka  sabaq  in-se  padhte  hain,
ku  jane   ku  log  ishq   karte  hain,
heer  ranjhe  ke  jese   marte  hain,,,,,,

Written   by   hameeda   ameer

Zindagi yun to kisi ki hansi nahi hoty,

Zindagi  yun to kisi  ki  hansi nahi hoty,
Pyaar hojaye to, har she haseen lagty he,

Written   by   hameeda   ameer

Ik Sachche pyaar ki tlaash main, har dil rehtaa he yahaa,

Ik  Sachche pyaar ki tlaash main,   har dil   rehtaa he yahaa,
Jis pyaar main, paki ho,,,,,, manzilei  unhi ko milty he,

Written   by   hameeda   ameer

Gum ke badal to chatt gaye hai sabhi,

Gum ke badal to chatt  gaye hai sabhi,

chand  phir meraa khoo-gyaa he kahaa,

Written   by   hameeda   ameer

So-gyaa jahaan ye saraa, sannataa charoo or he,

So-gyaa  ye  jahaan   saraa, sannataa charoo or he,



Tarap  rahaa  ye  dil  meraa,  deed ko chale bhi aao tum,

Written   by   hameeda   ameer

So gyaa saraa jahaa, kitni sunsaan ye dekh rat hei,

So gyaa saraa jahaa, kitni sunsaan ye dekh  rat hei,
Soye  nahi hum hi ku, ajeeb se aaj dil  jazbaat hai,


Written   by   hameeda   ameer

Dekh-to teri raah mai nigahei bichaa ke beth gaye,

Dekh-to   teri raah mai nigahei  bichaa ke beth gaye,
Deed  ki leke hasrat, tarap dil ki chupaa ke bheth gaye,


Written   by   hameeda   ameer

Abb-tak to kisi par bhi, naa ayaa thaa itnaa na pyaar,

Abb-tak  to  kisi  par bhi, naa  ayaa thaa itnaa na pyaar,
Ku-kar  huaa humei teri chahaat   pe   itnaa   atbaar,,,

Written   by   hameeda   ameer

Ku teri raah main nigahein bichaa ke bheth gaye,

Ku teri raah main  nigahein  bichaa ke bheth gaye,
Tu nahi aayegaa, ku ummede  diyaa jalaa ke bheth ga
ye,

Written   by   hameeda   ameer

Teri ye nigahei, pemanaa shraab hain,

Teri  ye nigahei, pemanaa shraab hain,
Samhal ke chaliye chalak  na jaye  kahi,


Written   by   hameeda   ameer

Log khate hai mohabbat mai hazaaroo qasmai,

Log khate hai mohabbat mai  hazaaroo qasmai,

Humne na kha-kar qasam phir-bhi nibhaya  wadaa,

Written   by   hameeda   ameer

Chand tanhaa he jese ye chakoor ke binaa,

Chand  tanhaa  he jese ye chakoor ke binaa,

Hmaraa dil bhi udaas he  isi tarha aaj  tere binaa,

Written   by   hameeda   ameer

Rooz gam kyun Nyaa Tu detaa he,

Rooz  gam  kyun  Nyaa  Tu detaa he,

Hansty  Aankhei  rooz  tu  Rulaa  Detaa he,
Jitnaa chahoo Mujhe tu   door  Kare,
Mujhko  Geroo mein   Kyun tu shumaa  detaa He,,,


Written   by   hameeda   ameer

Babool ka ye ghar angnaa pyaara lage mujhe,

Babool ka ye  ghar angnaa pyaara lage mujhe,

Maa  or  Baap kaa  ye  sayaa  jnnat  lage  Mujhe,


Written   by   hameeda   ameer

Dil Meraa ye Taraptaa, Ajaa Tu loot karr,

Dil  Meraa  ye  Taraptaa, Ajaa Tu loot  karr,

Sawaan Hui Hein  Aankhein  ye,  Aajaa Tu loot Karr,
Bas  Mein  nahi Jiyaa,  Lage naa Ye piyaa,
Pagaal Kiyaa he ishq Ne,  aajaa Tu loot karr,
Sawaan he  rutt  ye  aai Har Su bahaar He,
Bhaye naa mujhKo rutt ye,   Aajaa Tu loot Karr,
Sawan Ki He ye raat rim jhim Pade fuhaar,
Raat  Gaye ye  malhaar,  mere   tute dil Ke taar,
Tarpe jiyaa ye Bin jal Machriyaa,  Aaja Tu loot karr,,,

Written   by   hameeda   ameer

Tery Chahaat Zindgi He mery,

Tery Chahaat  Zindgi  He mery,

Tu hi  Tu bas Har Khushi  He Mery,
Sary  Duniyaa  Ko chaan  Dekhaa he,
Koi aesa Nahi Jesi dil rubaa he mery,,,


Written   by   hameeda   ameer

Tanhaai he ye Raat He, Or Tery yaad He,

Tanhaai he ye  Raat He, Or Tery yaad  He,
Chand  He, chandnii  raat  he,  Or teri yad he,

Phool   hain  Shabnam  he, ashq hain  or teri yad he,
Mein  tanhaa  hoon  tu he  sirf  tu or tery yaad he,
Yaad Aarahaa he Mujhe  teraa  pyaar Aaj wo,
Hum the  bas  pyar Thaa,  wo bat  aaj bhi yaad   he,


Written   by   hameeda   ameer

Rooh Ko Choo liyaa tune, Kuch Chahaa aese,

Rooh Ko Choo liyaa tune, Kuch Chahaa aese,

Bhool naa chahoo Naa Bholoon  Dil main smayaa Aese,
Kesi   Tery ajeeb ye chahaat He o mere snam
Khizaa Ke mosam mein  Phool khilaa ho jese,
Tu laakh Karle sitam dil pe mere bhoole snam,
Tere to zakhm bhi Lagte  mujhe marham  jese,
Tu bewafaai kare, yaa kare Wafaa Mujh Se,
Mery  ye  chahat  Tery  rahegi, teri Parchaai ho  jese

Written   by   hameeda   ameer

Kisi ko chahoo To itnaa tut kar chahoo,

Kisi  ko  chahoo To itnaa  tut  kar  chahoo,

Wo  Chahe bewafaa Honaa,  magar  na  ho paye,
Kisi  ko  apnaa  bnaao  to,  aese  apnaa bnaaoo,
Hzaaroo dost milne par,  judaa naa tum se ho paye,
Kisi  Ko ishq  karoo  tum to  aesaa  ishq  karoo,
Tumhare   Jane ke bad  bhi  duniyaa  main nam  reh-jaye


Written   by   hameeda   ameer

Dard jigar main Aankh main paani Hota he,

Dard  jigar  main Aankh main paani Hota he,
Ishq ki yaaroo yehi Nishani Hotaa He,

Bhool naa Chahoo Jitnaa apne  Dilbar Ko
Or bhi dil uskaa  Diwanaa Hotaa He,
Na karnaa Tum bhoole Se ye Ishq kabhi,
kiyaa jo tumne, saraa jag Ye Khotaa He,
Pyaar Tumharaa Sachaa He manaa humne,
Dushman Phir Bhi yeto  zmaana Hotaa he,
naa Karnaa Mehboob Ki batei Diniyaa Se,
Dost  jo  hogaa  Dushman Wohi to hotaa He,
Dard  Gigar  Main  Aankh  Main  Pani  Hotaa  He,,,


Written   by   hameeda   ameer

Tutaa he Itni baar Ye dil Ka aainaa,

Tutaa he  Itni baar Ye dil Ka aainaa,

abb is Ko bnane Ki Himmat Nahi Rahii,
Taa Umr Hum Jiye Khuwaabo Ke nagar Main,
Achaa Huaa wo khuwab Ki Duniyaa Nahi rahii,
shiddat se Usko chahaa Apnaa Na wo huaa,
Achaa huaa bharam  Ki Wo duniyaa Nahi rahii,
He Sath  Aaj bhi wo Tanhaio Main  kyun,
Bas fark Itnaa sa  huaa  wo shiddat  Nahii rahi,
dil Ki lagii Ne hum ko kyaa-kyaa sikha Diyaa,
Masomiyaat Wo dil ki, or  hasrat Nahii rahii,
Ku Aaj Bhi Dil mgar Kartaa He intizaar,
Ummid  Jiske  aane  Ki  Bibbo  Nahi  Rahii,

Written   by   hameeda   ameer

Dil tarpe Teri Yad Main roty Hoon Aaj Maa,

Dil tarpe Teri Yad  Main roty  Hoon  Aaj Maa,
Bas  main Nahi  Jiyaa  Ye  ajaa tu  pyari   Maa,
Tanhaiyaan  Starahi yad teri  Aayi  Maa,

Bachpan  ki  sari  bat  Mujhe  Yad  Aayein   Maa,
Wo  Teri  god  main  jab  main  Khelti thi maa,
Loori  Suna-na teraa  Mujhe  Yad  Aaye Maa,
Khush  Hoke jab  Tu mujhko  lagaty thi jab  gale,
Ashkoon  Main bhigi  Aankh Teri  Yad Aai Maa,
Duniyaa main  ishq,  pyar mohabbat  Bhi Dekhi  sab,
Par tere jesa pyaar  Kahi bhi  Na  Payaa Maa,

Written   by   hameeda   ameer

Is Dil mein jo ishq chingari jalaa rakkhii he,

Is  Dil mein   jo  ishq chingari jalaa rakkhii he,
Sari duniyaa se magar isko chipaa rakkhi he,

Ik tere deed ki hasrat main o mere snam,
Sari duniyaa ye mene  bholaa rakkhi he,
Tu meraa pyar he, tu meraa ishq he jane adaa,
Duniyaa se to kyaa ye bat tujhse bhi chipaa rakkhii he,
Kitnaa mushkil he tere bin ye jinaa meraa,
Kyaa karoon bhir bhi, mene  zindagi se jang laga rakkhi he,
Ik din aayegaa wobhii jab tu sirf  meraa hogaa,
Isi ummeed pe ye ishq lo bas  mene jalaa rakkhi he,
Bhool jaa tu use pagal  ae dil  mere,  main  rooz  kahoon,
Dil magar  kehtaa,  ki tasweer to uski seene main  sajaa  rakkhi he,
Ishq  kyaa hotaa ye janaa judaai main teri,
Jigar main tees, or aankh  main sirf aansoo basaa rakkhi he,
Or   dil  main  bas  ishq-e aag ye  lagaa  rakkhi he,
Ashq  Rukte nahi  din-raat abb to behte hain,
Bin tere ankhiyaa  ye sawan si   bnaa  rakkhi he,,,

Written   by   hameeda   ameer

Qabool aaj dil ki duaa ye hone lagii,

Qabool aaj dil ki duaa ye hone lagii,

Use bhool kar  main rab  main khone  lagii,
Ye dil taraptaa rahaa rat din usi ke liye,
Use phir bhi ku  khokli  meri  chahat lagii,

Written   by   hameeda   ameer

Tu bhoolnaa bhi agar chahegaa na bhool payegaa,

Tu bhoolnaa bhi agar chahegaa na bhool payegaa,
Tujhko chahaa he meine is duniyaa se alag,

Tu chand he meri ratoon ka tujhe nahii ye ptaa,
Phir bhalaa kese tu hogaa btaa tmujhse judaa,
Zmanaa lakh sitam karle nahii parwaah mujhko,
Na hogi dil se teri chahat kam, tujhe bhi he ye ptaa,

Written   by   hameeda   ameer

Main uski khtaao ko aese bhoola dety hoon,

Main uski khtaao ko aese bhoola dety hoon,
Reat par likh kar jese nam mitaa dete hein,


Written   by   hameeda   ameer

Jane duniyaa main aesaa kyun hota he,

Jane duniyaa main aesaa  kyun hota he,

Jo sabko khushiyaa se umr bhar, wahii kyun rotaa he,
Jo umr bhar apnaa,  naa sath de-sake,
Wohi zindagi main sab se qareeb kyun hotaa he,
Written   by   hameeda   ameer

Mohabbat dukh or ye sirf dukh dard deti he,

Mohabbat  dukh  or  ye sirf dukh  dard  deti he,

Magar hum phir bhi karte hain,  ye chahe jo bhi deti he,
Mohabbat   ik  khubsurat  bas  ye  dhokaa  he,
Magar hum phir bhi aate hain, is dhoke main aate he,
Mohabbat  nam hi dusraa, dukh or  gamoon  ka  he,
Magar  hum phir bhi karte hain,  mohabbat karte  jate  hain,
Mohabbat   Mein Ye sub kuch  he,
Magar  hum  phir bhi karte hain or karte hi jate hain,
Mohabbat  naam  kyun  rakhkha he iskaa,
Khuda  ne   ye  jan  jao   aaj   tum bhi,
Mohabbat  jab jahaa hogii, Khudai   bhi  wahaa  hogi,
Mohabbat  dil main  jismain  bhi  jahaa hogi,
Wahaa  na nafratein  hongi, wafayein  bas wahaa hongii
Mohabbat  geet he aesaa, jise gaoge gar tum sabb,
ye  duniyaa  phir tumhari he, jahaa nafrat mile tum pyaar do,
dekh-naa  jeet  phir  tumhari he, jise bhi tum miloo bas pyar pyar,
Mohabbat    dete   janaa  hain, Mohabbat  lete janaa hain,
Sabhi budhe----or  gareeboon ko, Mohabbat   dete   janaa hain,
Faqat  bas  dete janaa hain,Khuda ki bas btai bat par,
Mohabbat   path pe humko  sirf  sirf chalte janaa hain,,,,,,,,,,
Written   by   hameeda   ameer


Mene jab tutke chahaa use, wo bewafaa liklaa,

Mene jab tutke chahaa use, wo bewafaa liklaa,

Mene  jab door kiyaa dil se use, wo meri  jaa  niklaa,
Mene jab usko pookara  rokar, or  tarpaa ye dil,
Mere dharkan meri sansoo main bas wo-hii niklaa,
Mene jab jab bhi gam main hansnaa chahaa,
Hanste phooloon main, kalioon main wo-hi niklaa,
Chand  ratoon main  jab  dil  ye  meraa   jalaa,
Mere  jalte huwe is dil main, taraptaa huaa bas wo niklaa,

Written   by   hameeda   ameer

Ye dard-ae-ishq mujhe kabhi malum na tha,

Ye  dard-ae-ishq mujhe  kabhi malum na  tha,

ye  dard-a-dil ki inteha mujhe  malum na thi,
kabhi  bhole se bhi na karnaa  ishq ae mere dost,

khushiya khojayengi sab ye  mujhe  malum  na tha,


Written   by  hameeda  ameer 

Teraa khyal bhi ye ajeeb se mosam leke ataa he,

Teraa khyal  bhi ye  ajeeb  se  mosam  leke ataa he,

Kbhi hnsataa, kbhi stata,or kabhi sawan bnaa ke  jata he,

Teraa ye ishq bhi ajeeb khuwab  dikhlataa  he mujhe,

Kbhi hwaon main,kbhi ghtaon main, or phool kalio main,

Braste  badloo  main,  karajti  bijlio  main,

Bas tu… bas tu… mujhe,  bas tu… sirf  nazar  ataa  he,,,


Written   by  hameeda  ameer

udas teri ye do aankhei, mere snam,

udas   teri   ye  do  aankhei,  mere  snam,

chenn  se  ye  jine  nahi  deti hain, mere  snam,

udas kar jati  hain,bag-baan or mehfil main mujhko,

binaa  bat ye  rulaa  jati hein, yadein teri  mujhko  snam,

ajeeb rishtaa he,  ye  tera or mera bhii,

ae mere humraaz, mere humdam  jan  meri,

tu taraptaa he jab  wahaa kabhii  tanhaai  main, 

or sdaa mujhko  sunai  deti he  yahaa  ku mere  snam,


Written   by  hameeda  ameer