Dil Meraa ye
Taraptaa, Ajaa Tu loot karr,
Sawaan Hui Hein
Aankhein ye, Aajaa Tu loot Karr,
Bas Mein nahi Jiyaa,
Lage naa Ye piyaa,
Pagaal Kiyaa he ishq Ne,
aajaa Tu loot karr,
Sawaan he rutt ye aai
Har Su bahaar He,
Bhaye naa mujhKo rutt ye,
Aajaa Tu loot Karr,
Sawan Ki He ye raat rim jhim Pade fuhaar,
Raat Gaye ye malhaar,
mere tute dil Ke taar,
Tarpe jiyaa ye Bin jal Machriyaa, Aaja Tu loot karr,,,
Written by hameeda
ameer

No comments:
Post a Comment