Sunday, August 2, 2015

Meri qurbanio ka silaa he ye jo tu aaj mera he,

Meri qurbanio ka silaa he ye jo tu aaj  mera  he,
Nahii  to tune kami na ki dil dukhane main janaa,



Writtrn  by  hameeda  ameer 

Rooh nazar nahii aaty kabhi, jism nazar aate hein,

Rooh  nazar  nahii  aaty  kabhi,  jism  nazar aate  hein,
Tu meri rooh ban ke rehta he tujhe khbar  hii nahi,

Writtrn   by  hameeda  ameer 

Tu to sath rehtaa he mere saye ki tarhaa

Tu  to  sath  rehtaa  he  mere  saye  ki  tarhaa,

Ye alag  bat  he  tujhe  ahsas  nahimery chahatt ka,

Writtrn  by hameeda ameer 

Tujhe nahii ptaa tu kyaa he mere liye

Tujhe  nahii  ptaa  tu  kyaa  he mere liye,
Tujhe   chahaa  he  KUDAA   ki   tarhaa,

Writtrn  by  hameeda  ameer 

Abb kisi ki nahii himmat koi tujhe thukraye

Abb kisi ki nahii himmat koi  tujhe thukraye
Tu wo hiraa he jo har bazar nahii miltaa he


Writtrn  by Hameeda  Ameer 

dil nhi toraa chup-chup ke rehna meri majburi thi,

dil nhi toraa  chup-chup ke rehna meri  majburi thi,
tujhe  pane  ke  liye  ye qurbani  meri  zarore  thi,

writtrn  by  hameeda  ameer 

Meri qurbanio ka silaa he ye jo tu aaj mera he

Meri  qurbanio  ka  silaa he ye jo tu aaj mera he,

Nahii to tune kami na ki dil dukhane main janaa,

writtrn by hameeda ameer 

zamane ki thokron se bachaya mujhko

zamane ki thokron se bachaya mujhko

apna sirf apna dewana bnaya mujhko

writtrn by hameeda ameer 

Mujhko malum he tu patthar nahii hiraa he

Mujhko malum he tu patthar nahii hiraa he

Is liye  tarashaa tujhe  nag bnayaa mene,

writtrn by hameeda ameer 

patthar tha mujhe mom bnaya tune

patthar tha mujhe mom bnaya tune

meri bhatki hui zindgi ko rah dikhaya tune

writtrn  by  hameeda  ameer 

dil per ab mere ikhtyar na raha

dil per ab mere  ikhtyar  na raha
kis ne kaha mujhe tujhse  piyar na raha

writtrn by hameeda ameer 

Torde abb sari diwarein tu sharmo hyaa ki

Torde abb sari diwarein tu sharmo hyaa  ki

Abb  tujhse aese milne ka koi ikhtiyar na rahaa


writtrn by hameeda ameer 

Tu bangyaa he abb libaas meraa,

Tu bangyaa he abb libaas meraa,

Sajanaa swarnaa abb tere hath meraa,


writtrn  by  hameeda  ameer 

Tujhko dekhu tujhko chahoon tujhi ko pyaar karoon

Tujhko dekhu tujhko chahoon tujhi ko pyaar karoon

Abb  iske  siwaa  nahii  koi  ku orr aarzoo  meri


Writtrn  by  hameeda  ameer 

Abb thak gai he dam toorne lagii he mery chahat,

Abb thak gai he dam toorne lagii he mery  chahat,

Abb  nyaa  zakhm  diyaa  to shayad  na ji paungi,


writtrn by hameeda ameer 

Itne badle hain roop meri jaa tune,

Itne badle hain roop meri jaa tune,

Phir bhi meri chahat nahii badli mera hoslaa to dekh,


writtrn by hameeda ameer

Teri chahat ki ibtada aaj bhi yad he mujhe,

Teri  chahat  ki  ibtada  aaj  bhi  yad  he  mujhe,

Bas usi ka saharaa liye aaj bhi mein zinda hoon,



written  by  hameeda  ameer 

tujhe rakhna hai zindgi main sub se khass

tujhe rakhna hai zindgi main sub se khass

meri jan mujhe hai tery tarpane ka aehsass


writtrn by hameeda ameer

Tujhe jab pyar he mujhse to itne fasle kyu hei

Tujhe jab pyar he mujhse to itne fasle kyu hei

Khtam kyu kar nahii detaa apnii  iss  doory ko


writtrn by hameeda ameer

Maine apna saara dard asmaan ko suna diya,

Maine apna saara dard asmaan ko suna diya,
Har saal barsaat me rota hai mujhe yaad kar ke,

writtrn by hameeda ameer

Tu btaye na btaye apne dil ki dastaa,


Tu btaye na btaye apne dil ki dastaa,

Mein samjh lety hoon  dharkan ki zabaan,



written by  hameeda ameer

Rooth jaungi jis din mein tujhse,

Rooth  jaungi  jis  din  mein  tujhse,

Jiteji   mar  jaungii  us-din  mai bhi,

Writtrn  by  hameeda  ameer

Teri chahat tera pyar ziindagii he meri,

Teri  chahat  tera  pyar  ziindagii  he  meri,

Tujhe main tutke chahoo  ye  aarzoo he meri,

writtrn by hameeda ameer

Chandni Chand se hoty he ye sab ko ptaa,

Chandni  Chand se hoty he ye sab ko ptaa,
Mujhpe  meri  chahat  pe  noor   tujhse he,


 written  by  hameeda  ameer 

Chand tujhe gurur he apni chandnii pe

Chand  tujhe  gurur  he  apni   chandnii   pe, 

tujh se zyadaa mujhe gurur he apni  chahat pe,

Writtrn  by  hameeda  ameer 

Achii sazaa milii mujhe insaniyat aaj,

Achii  sazaa  milii  mujhe  insaniyat  aaj,
Achchai  Jiske sath ki usne buraa kahaa,
writtrn by hameeda ameer





Tujhe Main dil main basaa loon,

Tujhe   Main  dil  main  basaa  loon,

koi  na  dekhe tujhe mai   dil mai chipaloo,
aa  Tujhe  main  apni  rooh  banaa  loon,
koi  na  dekhe  tujhe  aa Sabhii  se churaaloo,
loog   karte  chahat  or  bhool   jate  hain
Tujhe  main  marke  bhi  chahoo  
Tu   agar   mujhe   chahe   snam  mere,
Tujhe  naseeb  apna,  jahaa  main  apnaa  bnaaloo,,,

writtrn by hameeda ameer 

Chahaat ka dard, dard banjayegaa ye khbarr naa thaa

Chahaat ka dard, dard banjayegaa ye khbarr naa thaa
Wo bhool karr bhi yadd aayegaa ye khbar naa thaa

Gum uske apne manliye gum uske leliye
Shiddat ye ishq ik sazaa banjayegii ye khbar naa thaa
Wo bhii huaa barbad or main bhii hogai
Ruswaa yun hogaa ishq hmaraa ye khbar naa thaa
Ashqoo main abb to doob gaii  armaan ki kashti
Din aesaa bhii asyegaa kabhii ye khbar naa thaa 
Kartaa  he  aaj   bhi dill  usii  ka  kyun  intzaar
Badlegaa is tarhaa se wo humein ye khbar naa thaa
written  by  hameeda  ameer 

abb to ajaa ki raat dhall ne lagii

abb to ajaa ki raat dhall ne lagii

abb to ajaa  ye shamma  pighalne lagii
abb to ajaa wo chaand doob chalaa
abb to ajaa ki rooh jalne lagii
abb to ajaa ki sabnam bhi jalne lagii
abb to ajaa  jugnoo bhi  jalne lage
abb to  ajaa ki shmma bujhne lagii
abb to ajaa ki dam-main  bharne lagii
abb to ajaa rooh bhi nikalne lagii
written  by  hameeda  ameer 

khtm huaa uska ishq kabb, mujhe ptaa naa chalaa,

khtm huaa uska ishq kabb, mujhe ptaa naa chalaa,

kab gyaa wo door mujhse, mujhe ptaa naa chalaa,
ik din thaa wo raat din mere sath hotaa thaa,
ik din ye ik pal mere sath nahi, mujhe ptaa na chalaa,
bhool gyaa wo mujhe chaloo achaa hi huaa,
aese bhoolega  magarr, mujhe  ptaa naa chalaa,
usike nam pe   dil aaj bhi dharaktaa he jane ku,
wo huaa gerr ka sab ko ptaa, mujhe ptaa na chalaa,
written by hameeda ameer 

kartaa he bahutt pyaar mgar wo kehtaa nahii,

kartaa he bahutt pyaar mgar wo kehtaa nahii,

zulm  bhi  kiye  binaa  mgarr wo rehtaa  nahii,
ajeeb  hal  he dil  ka  bhi  abb to  mere  snam,
ishq bhi tujhse karoo mgar zbaan ye kehtaa nahi,
choor kar tujhko rooty hain ye aankhei  meri,
pookaroo main  kese, dil  ye sath detaa nahi,
tuhii  ajaa  loot  ke  abb  to snam  bass  mere,
dmm  naa ghutt jaye sharm se zabaan ye kehtaa nahi,
written  by  hameeda  ameer

Zindagi ke moor par jobhi koi nyaa nyaa milaa

Zindagi ke moor par jobhi koi nyaa nyaa  milaa

yad  teri  aai    bahutt,  tujhsaa na  phir koi  milaa,
Beety  ye umr  bhi,  sadiyaa  guzar  gaye  mile,
Tujhko   bhulane   ka   na  ku,  koi  bhi rastaa kmilaa,
Kehte   hain   waqt  marhum  hai  beete huwe waqt ka,
Humne  to  zindagii   sary   yuhi   ye  guzaardi,
phir bhi na koi  humko wafaoo ka ku silaa   milaa,

Written  by  hameeda  ameer,

betab he dill khamoosh nazaar

betab  he  dill  khamoosh  nazaar
uspe  bhi shikayatt   kyaa  hahiye
ghutt  ghutt  kar  jinaa lab hai sile
uspe  bhi  staanaa  kyaa  kahiye
chahaa to bahutt  kuchh silaa nahi
uspe  bhi  shikayat  kayaa kahiye
Written   by  hameeda  ameer,

choor Prdess mai tu jab se gyaa

choor Prdess  mai tu jab se gyaa
sabhi  mosamm  barsatt karke gyaa
jabbhi  aati he beran  ye  purwaii
ku  mery nas-nas   wo   toor  gyaa
jab  nikli  kabhe  gullfaam  mai
ku  bhawraa  bhi  mujhe  chiraa ke gyaa,

Written by hameeda ameer 

TERY QURBANIO KA AAJ JO AHSAS HUAA

TERY  QURBANIO  KA   AAJ  JO  AHSAS HUAA

JIGAR  MAI  TEES HUI DIL BHI TAAR TAAR HUA
DOOR NA TUM   HUWE  NAA  PASS  RAHE,
AAJ  SOCHAA  TO BAHUT KU  MUJHE AHSAS HUA
CHOOR   TO  DOON   TUJHE   SNAM  MERE
AAJ  SOCHAA TO  BAGBAA  BHI  YE KHAAR HUA

Written  By   Hameeda   Ameer 

Saturday, May 30, 2015

Dhuwaa sa har su nazar ataa aaj mujhe,

Dhuwaa  sa har su nazar ataa aaj mujhe,

Meri  tarhaa  uskaa  bhi  dil  jalaa aesa  lagtaa he,

writtrn by hameeda ameer

Wo kon he mera tujhe nahii ye ptaa,

Wo  kon  he mera tujhe nahii ye ptaa,

Sansei meri jism meraa rooh ye usmein basti he,

Writtrn  by  hameeda  ameer

Bewafai ka na ilzam lagaaya tujhpe

Bewafai  ka  na  ilzam  lagaaya  tujhpe,
Bas tu ik bar mujhe pehle jesi mohabbat  dede,

writtrn by hameeda ameer
 

Tumne jo jaagkar guzari tanhaa ratein

Tumne   jo  jaagkar   guzari   tanhaa  ratein,
humnein  bhi  chen se guzari   kabb  ratein,

writtrn by hameeda ameer

Tu meri nas nas main lahoo banke abb to behtaa he,

Tu meri nas nas main lahoo banke abb to behtaa he,
isi liye teri bewafai ka bhi mujhpe asar na hotaa he


writtrn by hameeda ameer

ye baat sachh he jhutt nahi,

ye baat sachh he jhutt  nahi,  
Tu  meri rooh banke jitaa he,

Writtrn  by  hameeda  ameer

Mujhe khabar he tere dil ki halat mere snam,

Mujhe khabar he tere dil ki halat mere snam,
Is liye  tere  har  gum  hanske  sehti  hoon,

writtrn by hameeda ameer 

Tu chordegaa mujhe ye ptaa nahi thaa mujhe,

Tu  chordegaa  mujhe  ye  ptaa  nahi  thaa  mujhe,
Uske  bad  bhi  main itnaa chahoongi tu heran  kyu he,

writtrn by hameeda ameer
 

Mei kese use ajnabi btaa samjhoo,

Mei kese use ajnabi btaa samjhoo,

Jiski chahat meri nas nas main  palti he,

writtrn by hameeda ameer

Ashq uske wahaa jabbhi behte hain

Ashq  uske  wahaa  jabbhi  behte  hain,
meri   aankhei  yahaa  barasti  hain,

writtrn by hameeda ameer
 

Badal kar bhes wo ataa he kitnaa bholaa he

Badal kar bhes wo ataa he kitnaa bholaa he,
Use khabar nahii uski dharkan yahaa dharakti he,

writtrn by hameeda ameer

Ajeeb shaksh milaa he mujhe zmane main

Ajeeb shaksh milaa he mujhe zmane main
Main jitnaa chahoon takleef utni detaa he

writtrn by hameeda ameer

Malum he mujhe tere dil ki halat

Malum he mujhe tere dil ki halat
Teri dharkan mujhe sunai dety he

 writtrn by hameeda ameer

Jitnaa chahoo main bhulnaa usko,

Jitnaa chahoo main bhulnaa usko,

lahoo  banke  meri nas nas mai behta he,
 writtrn by hameeda ameer


Kese samjhoo ki wo choor gyaa he mujhko

Kese  samjhoo  ki  wo  choor  gyaa  he  mujhko,
Yadoon   Main  har  pal  mere  sath  wahii  rehtaa he,

Writtrn  by  hameeda  ameer