udas teri ye do aankhei, mere snam,
udas teri
ye
do aankhei, mere
snam,
chenn se ye jine nahi deti
hain, mere snam,
udas kar jati hain,bag-baan or mehfil main mujhko,
binaa
bat ye rulaa jati hein, yadein teri mujhko snam,
ajeeb rishtaa he, ye tera
or mera bhii,
ae mere humraaz, mere humdam jan
meri,
tu taraptaa he jab wahaa kabhii tanhaai main,
or sdaa mujhko
sunai deti he yahaa ku mere
snam,
Written
by hameeda ameer
No comments:
Post a Comment