Na
ghar milaa mere
hisse ka,
Naa
mujhe ( Bap) ka pyaar milaa,
Yateem ho-gyaa
thaa bach.pann main,
Ghar main sbse Chotaa thaa main,
Mujhe umr
bhar sabka bas dant milaa,
Milaa
to bass mujhe anmool
ye khazaanaa milaa,
Meri
maa, or meri
maa ka mujhe pyaar
milaa,,,,,,,,,
Written by hameeda
ameer
No comments:
Post a Comment