Milke
mitti main tabhi
gull ye khilaa
paaoge,
Binaa
mehnat ke kuch
bhi naa kabhii
paaoge,
Rooz kehte
ho kal hum
ye karlenge yaroo,
Aaj
apnaa khoke, kal bhi na tum
kuch paaoge,
Kamiyaab
wahi hain, duniyaa
main bas bande,
Khud
ko mitti main
milaao to khuch bhii paoge,
nahii
asaan jinaa yahaa,
bahut mushkil he,
gum main bhi
hansoge, duniyaa se na mat khaoge,
kon kehtaa he
ki bhalaai ka silaa
nahi miltaa
yahaan,
bass is raah par chalte
jaoo,,,,
phir hi to silaa paaoge,
umr bhar
kanto main gulab ki
tarhaa
tum jinaa,
tab kahi
jake iss zmane se wafaa paaoge,,,,,
Written by
hameeda ameer

No comments:
Post a Comment