Monday, March 3, 2014

Qabool aaj dil ki duaa meri ye hone lagii,

Qabool aaj dil ki duaa meri  ye hone lagii,
Use bhool kar aaj main  rab main   khone  lagii,
Ye dil taraptaa rahaa rat din bas usi ke liye,
Use phir bhi  khokli   meri  ye  chahat  lagii,

Written  by   hameeda   ameer

No comments:

Post a Comment