Dil Meraa ye
Taraptaa, Ajaa Tu loot karr,
Sawaan Hui Hein Aankh ye,
Aajaa Tu loot Karr,
Bas Mein nahi Jiyaa,
Lage naa Ye piyaa,
Pagaal Kiyaa he ishq Ne,
aajaa Tu loot karr,
Sawaan ye rutt he aai Har Su bahaar He,
Bhaye naa mujhKo rutt ye,
Aajaa Tu loot Karr,
Sawan Ki He raat rim--jhim
Pade fuhaar,
Gaye Raat ye malhaar,
mere tute dil Ke taar,
Tarpe jiyaa ye Bin jal Machrii, Aaja Tu loot karr,,,
Written by hameeda
ameer

No comments:
Post a Comment