meri
diwangii ne hal meraa aesaa kiyaa,
samhalaa
lakh khud ko, phir bhi mujhe ruswaa
kiyaa,
naa wo milaa he,
naa hi judaa huaa mujhse,
wo ban gyaa he meri rooh, gazab ye kesa kiyaa,
mohabbatoo
main hum ne jahaa ko dekhaa he,
magar na ishq
kisi
ne, bibbo jesaa kiyaa,
tarap
rahaa he ye dil uski aaj bhi chahat main,
judaa rehne
ka feslaa kun ye humne
kiyaa,
mujhe ptaa
he wobhii mere
jesaa he,
hoke majboor
halat se, ye feslaa usne kiyaa,,,
written
by hameeda ameer

No comments:
Post a Comment