Dard
jigar main Aankh main paani Hotaa
he,
Ishq ki
yaaroo yehi Nishani Hotaa He,
Bhool naa Chahoo Jitnaa
apne
Dilbar Ko,
Or bhi dil uskaa
Diwanaa Hotaa He,
Na karnaa Tum bhoole Se ye Ishq kabhi,
kiyaa jo
tumne, saraa jag
Ye Khotaa He,
Pyaar Tumharaa Sachaa He manaa
humne,
Dushman Phir
Bhi yeto
zmaana Hotaa he,
Naa Karnaa Mehboob Ki batei Diniyaa Se,
Dost jo
hogaa Dushman Wohi to
hotaa He,
Dard Gigar
Main Aankh Main
Pani Hotaa He,,,
Written by hameeda
ameer

No comments:
Post a Comment