Aate ho khyaaloon
main tum, bhige
sawan ki tarhaan,
Or rulaa-jate
ho mujhko, tum sawaan- bhadoo ki tarhaan,
Raat barsaat
ki he, or
yaad teri bahutt
aai
he,
Dil ki duniyaa main ho tum,
us aasmaa ke chand ki
tarhaan,
Ro-rahi aankh bhii,
or dil bhi
ye taraptaa he,
Abb to
ajaao meri jan tum,
is sawan ki tarhaan,,,,
Written by
hameeda ameer

No comments:
Post a Comment