10-
wo jab bhi miltaa he, kyun ashq behne
lagte
hei,
zabhaan ye dil ki,
mere ashq kehne lagte hei,
koi bataade meri kyun, ye aesi halaat he,
kyun uske pyaar mei,
achche, ye zakhm lagte hei,
mai dil ki baat zabaa
se kabhi nahi kehty,
ye ashq baat, mere dil
ki kehne lagte
hei,
photo te hain mere, dil ke chaale
jab,
tabhi to ashq , mere zyadaa
behne lagte hai,
kyun mere dil ko,
mujhe
wo samjh na payaa kabhi,
bass eisi baat pe, zyadaa ye ashq
behte hai,
he kaanch dil teraa ( bibbo ) or
wo patthar,
eisi liye to wo khamoosh,
teraa dilbaar bethe
hai,
written by hameeda ameer

No comments:
Post a Comment