15-
wo jo ayaa
he aaj loott ke phir,
dil ki duniya mei phir bahaar aayi,
aaj layaa he sari
khushiyaan wo,
mere chehre pe bhi hansi aayi,
kyaa mohabbat eisi ko kehte hei,
uske aane se har khushi
aayi,
jab se ayaa he meri duniya mai,
mujh pe lagta he bekhudi chaayi,
yus ko karti hyun piyar itna mai,
saari dunia ko piche
choor aayi,
ab to jinaa hei uski banhoon
mai,
sari khushian
yus mai hei
paayi,
kitnaa piyaraa he ye hansin lamhaa,
jese jnnaat
zameen pe he aayi,
taa qyaamat
rahe
nzaaraa ye,
aaj bas ye duaa
labb parr aayi,
sab ko miljaye apnaa piyar yunhi,
jese ( bibbo ) ne he wafaa paayi,
written by hameeda ameer

No comments:
Post a Comment