37
ye jahaa
kyaa jane, do
diloo ki dastaan,
Main to bas itnaa
hi janu, meri tuhi aarzoo,
Teri chahaat he
ibadaat, meri bass tu
aarzoo,
Main to bas itnaa hi
chahoon, main-bhi teri aarzoo,
Yaad main
teri guzaary roke
sari zindagi,
Zindagii mery
rahe tu, ye
duaa ye aarzoo,
Dam nikal
jayenaa lekar ye
teri hi aarzoo,
Aa bachaale
mujhko sajnaa dil ko bas
ye aarzoo,
Written by hameeda
ameer

No comments:
Post a Comment