20-
waqt ne haye, kyaa sitam ye kar dalaa,
mujhe jwaan,
meri maa ko,
budha kar dalaa,
bebasi maa ki, abb dekhi nahi
jati mujh se,
waqt ne kesaa haaye maa pe, zulm
kar dalai,
maa ki bebaas si,,, doo budhi aankhei,
mujh se kyaa - kyaa swaal karti
hei,
mujh ko tu
bas bchaa, meri beti,
khudaa ne, maa
pe, rehm kar dalaa,
mujh ko banhoon
mai,
bhar ke roti he,
mai duaa raab se, rooz kaarti hoon ,
maa ko thoodi si zindgi de khudaa,
rabb se
rokaar duaa main karty
hoon,
or sajde main
rooz girty hoon,
qbool duaa raab ne
ki, maa
pe rehm kar dalaa,
maa ko
mery bhudhi karke, tune khudaa,
mujh ko kyun,,, jwaan kar dalai,
boll - bolaa, pani zindgi,
ye sab ki ,
( khuda ) ne ye
sabhi ko ataa kar dalaa,
witten by hameeda ameer

No comments:
Post a Comment