26-
Ye sharaarat
bhari nigaahei
teari,
In mai basti he har khushi
meri,
Mil gyaa jabse mujh ko
sath teraa,
Gum main bhi abb
to hei
khushi meri,
Saath teraa
ye kitna pyaaraa he,
Sari duniyaa
se ab kinaraa he,
Tu agar sath dede meraa sanam,
Phir to ban jaye
zindagi ye meri,
Kitnaa ye dil teraa diwaana
hai,
Sari duniyaa
se ye begana
hai ,
Raab se dil
ne tadap ke
mangaa he,
Umr bhaar sath teraa managa he,
Mil gai mujh ko teri chahaat
jo,
phir to ban jaye zindgi ye
meri,
written by hameeda
ameer

No comments:
Post a Comment