32
yaa to tu aaj mujhko thaam
sanam,
ya zamane ki baat maan sanam,
ya zamane ki baat maan sanam,
doono mil payenge nahi tujhko,
ak hi bas khushi tu mang sanam,
pyaar jisne kiya zamane main,
uskaa ye ho gaya jahaan dushman,
ye jahaan chahiye jo tujh ko snam
bhool jaa pyaar mera phir tu sanam,
isne kitno ke dil yahaan tode,
dastaan pyaar ki jahaan se sunn,
tu meraa he mera rahegaa sadaan,
ye jahaan laakh bhawar bnaye snam,
char din ki ye zindgani he,
tere bin ab nahi bitaani he,
tere sang ab to jina marna he,
wada tujh se ye aaj karnaa snam,
written by
hameeda ameer

No comments:
Post a Comment