17-
wo dekh letaa kabhi mere dil ki
halaat jo,
wo bhool
kar bhi kabhi bewafa nahi hotaa
is dil mai uski
mohabbat ke siwaa kuch bhi nahi,
wo dekhle-taa to bewafaa yun nahi hotaa,
wo chahe mujh ko , yaa bewafaai
kare mujh se,
meri chahat pe Uskaa kuch-bhi asar
nahi hotaa,
written by hameeda ameer
No comments:
Post a Comment