Ajaa tujhe
mai apni, Palkoon main chipaaloon,
Is
dil ka tujhko aaj main
Aainaa bnaaloon,
Itni mohabbat
he mere is dil main snam,
Aajaa main
apni tujhko,Sansoon main chipaalun,
Aajaa meri bhnhoo main aa, Tujhe
is jahaa se churaalun,
Aajaa
bnaloon
zindagi, tujhe mei jaan bnaalun,
Gum lekar tere
sare main, Khushiyaa main apni dyun,
Raatoo
ka chand he tu meraa, Aa tujhe sine
se lagalun,
Tapti hui jo
dhoop ho, Apne aapko, Teraa
sayaa bnaadun,
Tere liye
main khudko, Purwai ka
ik jhooka bnaadun,
Na choo-sake tujhe duniyaa
kaa koi gum,
Duniyaa se chipaakar,Tujhe is
dil mai chupalun,
Dil main,
main chipaa kar Tujhe, apni rooh
bnaalun,
Sare jahaako bhulade tu,Bas mujhko choor-kar,
Tujhko mai
aaj aese, Apni roohh, jism
banaalun,
Written
by hameeda ameer

No comments:
Post a Comment