16-
wo sath leke apne,
chen or qaraar
gayaa,
or tohfe mai ashqoon
kaa deke haar
gayaa,
mai laakh chahoo
bhoolanaa use apne
dil se,
wo apnaa akss
lahoo mei, mere
utaar gayaa,
wo
dar-gyaa meri diwangi,
mery chahaat se,
wo is liye ishq
ki baazee, khud
hi haar gayaa,
written by hameeda ameer
No comments:
Post a Comment