9-
Wo Hamse Mohabbat
Kartaa He,
kehne se hi kyun dartaa he,
dil us kaa bhi diwanaa
hai,
wo bhi to aanhei bhartaa
he,
ham us ko dil se pyar karei,
duniyaa qadmoo pe war karei,
zalim ki batei mane sabhi,
akhir kyun itnaa pyar karei,
wo chup ke chup ke hanstaa he,
or dil se,,, mohabbat kartaa he,
naa jane kyu bass dartaa
he,
anjaan saa ban ke chaltaa
he,
Wo Hamse Mohabbat Kartaa He,
written by hameeda
ameer

No comments:
Post a Comment