39-
Tum geet koi bhi gaooge,
Mai beenaa bas ban jaungi,
Mai tum se mohabbat
karti
hoon,
Mai tum par
hi mar-jaungi,
Tum jahaa rahoo mai wahaan
rahoon,
Tum jo bhi kaho
mai wahi karun,
Tum mere andar jeete ho,
Duniyaa se ye kehh
jaaungi,
Tum meri dharkan
bante ho,
Tum meri rooh ban-jeete
ho,
Mei jism tumharaa banty hyun,
har pal mai tujh
main jity hoon,
ye kesi mohabbat karti
hoon,
mai kyun tum par
hi marti
hoon,
ye raaz nahi janaa mene,
shayaad duniyaa se darti hoon,
duniyaa se btaa-naa
paungi,
mai kesi mohabbat karty hoon,
kyun kehne se
hii darty hoon,
Mai tum se mohabbat karti hoon,
bas tum se
mohabbat karty hoon,,,,,
.jpg)
No comments:
Post a Comment