40-
Teri Banhoon Mai
So Jane ko, dil ye
Chahtaa He,
Teri chahaatt
mai mar-mitne
Ko,
dil ye Chahta He,
Labon Par
he Tabassum, or Nigahoo.n
mai nami he,
Teri Surat
Ko Dekhoo, jab bhi dekhoo, dil ye Chahta he,
Kyun itnaa pyaar he,dil
mai, tujhe hi dil ye bas
chaahe,
teri
Doori qyamat se mujhe ye
kam nahi lagti,
Judaa He Tu Sitamgar,,,
or barish kaa maheena he,
tujhe nazdeek
lanaa aaj
dil ye Chahtaa He,
teri chahaat
mai diwani bani kyun phir
rahi ( bibbo )
Kyun khud ko aaj ye dil, bas
mitanaa Chahtaa He,,,
Written by hameeda ameer

No comments:
Post a Comment