Wednesday, October 16, 2013

Tu Hai Pehlu Mein Mere, Teri Zulfein Hai Khuli,

45-
Tu Hai Pehlu Mein Mere, Teri Zulfein Hai Khuli,
Chayun Zulfoon Ki Teri, Mere Jiwaan Ki Khushi,
Teri Banhon Mein  aaj  Sojau – Khojau  mere snam,
Pa Ke Tujh Ko Mil  Gai  Mujhe  duniyaa ki  Khushi,
Mile Ho Tum To Mil Gayaa  Saraa Jahan ye mujhe,
Aagaya  Bahon Mein  Mere   wo  aaj  Saraa   Gaggan,
Tu Ne Dedi Hai Mujhe Sare   jahaa    Ki wo  Khushi,
Duwa Ye Mangte, Na Mite Dil Se teri  ye Chahat kabhii,

Ya -Khuda – Karle Kabool   Duwaa  ye  aaj   Bibbo Ki,
Tu   Rahe   Sath   Ta-Qayamat   ye  Dua  Hai  Meri,,,,,

written   By Hameeda Ameer

No comments:

Post a Comment