Wednesday, October 16, 2013

Teri Chahat Mein, Kitne Zulm Sahe Hai Hamne,

46-
Teri Chahat Mein, Kitne Zulm Sahe Hai Hamne,
Teri Chahe Ke Liye, Kuch Bhi Kiya Tha Ham Ne,
Koi Shikwaa  Na Gilaa, Tujh Se Kiye The Ham Ne,
Chup-Chup Kar Sadaa  Ashq   Piye  Hai Ham ne,
Hamne Chaha Tujhe Chip 2 Ke Sadaan Duniya Se,
Lab  ye  Si  Kar  Bhi  Ruswaai Uthaai  HamNe,
Rasmein Duniya Kyaa He,  Naa  Khabar Thi Ham Ko,
Baat  Dil Ki, Maan Kar Ruswai Uthaayi Ham Ne,
Dil To Diwaana Hai, Ye Jane Jahaa bhi  Saraa,
Dil  Ki  Batein  ye  Mane  Jahaa  bhi  Saraa,
Ham To Kehte The Sadaa, Ham Na Karenge Ulfat,
Aap   Ko  Dekh  Ke Ye Todi Kasam Bhi Ham Ne,

Aaj  Malum Huwaa Ishq Ka Matlaab Ham Ko,
( Bibbo )  Apne  Se  Bhi Zyaada  Chaha  mum ne,,,

written   By Hameeda Ameer

No comments:

Post a Comment