19-
Sath Ham Dono Kaa,
Or ho Maddham
Barish,
Donoo Bhigei Hum,
Or Pyaar Ki Halki Barish,
Or Pyaar Ki Halki Barish,
Naa Koi Daar
ho Khuda Ka,
Na Zamane Ka snam,
Pyaar Hi Pyaar Ho,
Pyaar Hi Pyaar Ho,
Or Ho Pagal Barish,
Tu Ho Banhon Mein Meri,
Teri Zulfein Ho Khuli,
Or Zulfoon Se Ho Shabnami,
Or Zulfoon Se Ho Shabnami,
Halki halki Barish,
Naa Rahun Hosh Mei mei,
Tu Bhi Na Hosh Mein Ho,
Dono Taa Umar Bhigein,
Dono Taa Umar Bhigein,
Hum Wafa ki Barish,
Khuwab Ankhon
Ne,
Ye Kesa Sjaayaa
(Bibbo)
Ankhein Kholi To Tanhai,
Ankhein Kholi To Tanhai,
Or halki Barish,
Aaj Rukti Nahi Ankhon
Ki,
ye Barsaat balaam,
Aajaa Pardesi Mere,
Aajaa Pardesi Mere,
Pyaar Ki Bann-Ke Barish,,,,,
written by hameeda ameer

No comments:
Post a Comment