20-
Sajan ka
sath ho, hathoon
main haath ho,
Or pehli
barkhaa ki, pehli barsaat
ho,
Sawan ke
sarsare, kali siyaah
raat ho,
Bas mere
saajan ki, bahoon
ka sath ho,
Bhige barish
main hum, chataa
na saath ho,
Bas ik
duje ke, hathoon
main haath ho,
Purwaiyaa gati
ho, nagmain sunati
ho,
Dil ko
lubhane waali, paagal
barsaat ho,
Dil ko
manaayein ham, kehnaa
na mane dil,
Aeysi
barkhaa
ki, koi to,
kabhii to raat
ho,
witten by hameeda ameer

No comments:
Post a Comment