mitti se
bnayaa hum sab ko,
mitti main
phirr miljanaa hain,
Pedaa huwe
the hum jab
rooye,
Choodhi duniyaa, sab
ko rulana hain,
Marker hum
ko yaad kare sab,
kam kuch
aesaa karjanaa hain,
maal, dolat,
ke chakkar main,
dushman jahaa, na bnana
hain,
rab-ne bolaa jesaa
hum-ko,
kaam wahii
bas karnaa hain,
sari duniyaa
ko pyaar karei
hum,
sabhii
ke dil main rehnaa hain,
sukh-dukh
sabhii ke bantoo-n tum,
khushiyaa
sab ko denaa
hain,
bodho-n ki
tum karo jo
izzat,
fal uskaa to milnaa hain,
gale bachoo
se milna hain,
bhed-bhau na rakhnaa hain,
sabhi ko
apnaa kehnaa hain,
sabhi ko pyaar ye
denaa hain,
sabhi ke
dil main rehnaa
hain,
izzat sab ko denaa hain,,,,,,,,
Written by
hameeda ameer

No comments:
Post a Comment