133
Manaa mere
nasib Main,
teraa pyar
nahii hain,
is bat kaa gum hain,
magar in-kaar
nahi hain,
Chand kitnaa
haseen hain,
aaj ki raat
zaraa dekho tum,
Mere mehboob
ke samne,
magar
ye kuch-bhi nahi hai,
Fizaaye mehki
hain,
aaj halki 2 barish he,
Tere na
hone se,
ye nzaaraa kuch
bhi nahi,
Chalaa bhi
aa tu mere snam,
dil ye
tarp ke aaj kehtaa
he,
Tere naa
hone se ik ( bibbo )
ye zindagii
meri kuch bhi
nahi,,,,
Writen
by hameeda ameer

No comments:
Post a Comment