3-
Wo mehman aa rahaa
he aaj ghar main,
Mujhe ghar ko chaman karnaa
hai,
intzaar main
jiske guzaary
thi zindagi,
aaj deedaar us snam kaa karnaa hai,
dhrak uthtaa
he uske naam
se hi dil meraa,
samne aayegaa, qaaboo dil ye karnaa hai,
aaj tak
jis ko dekhaa thaa sirf
khuwaaboo main,
aaj taabeer wo
khuwaab mujh ko karnaa hai,
No comments:
Post a Comment