21-
udasi mujhko pall-bhar
bhi
kabhi ye choo nahi sakty,
main khush
hoon uski yaadoon ka jo
sawan sath rehtaa he,
main jo karty mere har bat
main shamil wo snam
rehtaa,
thakaawat is liye mujhko
kabhi ye choo nahi sakty,
main jab bhi tanhaa hoty hoon wo mujhse
bat kartaa he,
hansataa he mujhko wo
or kabhi mujhko
rulaataa he,
wo ik bas
khuwaab he or khuwaab hi
mujhko dikhataa he,
main abb
is need se is khuwaab se bahaar
nahi aaty,
meri raatoon
ka ban ke
chand wo to jagmgataa
he,
wo sapnaa
rooz ratoon ko
mujhe akar hansataa he,
written by hameeda
ameer

No comments:
Post a Comment