16-
Tum se ab Kaise Kahoon main,
Ki tum mery
zindagi ho mere
snam,
Tum se ab kese kahoon main,
Ki Nahi Raha Jaata
tere bin mere snam,
Dil ki baat ye zabaan par main lau kese,
Dil ki baat ye zabaan par main lau kese,
Ki har paal
mujhe
tery
yaad staty rulati he snam,
Sataty he rulati
hain, tarpaty hain mere snam,
tum se ab Kese Kahoon, ye Intzaar teraa,
tum se ab Kese Kahoon, ye Intzaar teraa,
ab Nahi hotaa mujh
se o mere snam,
ishq ne pagal bnayaa he mujhe,
ishq ne pagal bnayaa he mujhe,
dil Tujhe har pal ye Yaad
Kiyaa kartaa he snam,
Ab nahi kuch or
kam mujhe mere
snam,
tery chahaat Mein aese doobe, na ubhre hum to snam,
Teraa pyaar, tery yaadoon ke,
tery chahaat Mein aese doobe, na ubhre hum to snam,
Teraa pyaar, tery yaadoon ke,
siwaa nahi koi ab kam or humko
snam,
Dil main chahat ki, jo
loo jlaayi he
ye,
Subhaa – sham jalte hain, abb
to is
mai mere snam,
Ab-to is aag main
jal-jayenge,Mar
jayenge,
aesaa lagtaa he mujhe
bas
mere snam,,,,,,,,,
Written by hameeda ameer

No comments:
Post a Comment