101
Tujhko chahaa he bahut,
tujhko pukaraa he bahut,
Ajaa-ajaa ke teri yad
main roye hai bahutt,
Tu nahii he to baharein
bhi khizaa lagty hain,
Tu jo aaye to khizaa main bhi baharei hai bahut,
Sang bas teraa teraa
pyar humne mangaa tha,
Sang duniyaa ka he or teri judaai ye bahutt,
Boojh abb dil
pe judai ka uthayein kese,
Zakhm is dil ne tere pyar main khaye hai bahut,
Written by hameeda
ameer

No comments:
Post a Comment