37-
Tu kabhi to Samaj mere
Dil Ki ye Dharkane,
Teri yadoo
se ye sirf Chalaa karti Hai,
Mai
kahi bhi rahoon
Jahaa bhi rahoon,
Teri
yaadei to mere
sath-sath chala-karti hai,
Pyaar
he, yaa ye
ishq he, mujhe koi
to btade,
Tere
didaar ki hasrat main, meri ye aankhei,
Har raat shamma
si jalaa karte
hai,
Written by hameeda ameer

No comments:
Post a Comment