58
tu hi tu bas nazaar
mujhe aata,
teraa ( jalwaa) hi har taraaf bhaataa,
kyun nazar aye mujhko tu hi tu,
sare apne (karishme)
dikh lataa,
meri har sans
main, roohh mein tu,
is zameen mein
aasmaa mein tu,
tu nazar aataa
phool
kaliyoo main,
chand mein tu
chand ni mein tu,
saree (qaainaat) mein bas
tu hi tu,
tu he pholoon
main or kaliyoon main,
noor teraa he har su, har
jagha bas tu,
phir bhi hum ku
nahi samjhte
hai,
tune (duniya) banai kese (kyun)
tune bhejaa he kis (maksad) se,
bhool bhethe hei aaj sare kyun??
kyun bhalai sabhi se chutti he,
duniyaa lagti he
aaj jhooti
he,
sab ko
bas kyu buraai
bhati he,
dil kyun lagtaa (shaitani) baton mein,
bhool bhtthe hai aaj sabhi
sachchai,
dil (shiyah) ho gaye he jane kyun,
rastaa ( bhalai ) ka nazar nahi
ataa,
rastaa sabhi
ko dikhlaa mere malik tu,
noor teraa he har taraf
phellaa,
phir bhi ham ko nazar na aye kyun,
charr din ki ye zindgaani
hein,
chood duniyan ye sab ko jani hein,
karm ki
phir sazaayein pani hai,
sab ko rasta dikhaa
de maalik tu,
written by hameeda ameer

No comments:
Post a Comment