66
Tu hi pyaar meraa,
chahat bhi tu,
Dil ki gehrai main, mere bastaa
tu,
meri subhaa main tu,
shaamoon main tu,
mere har pal main
sirf hanstaa tu,
aankhei meri hei , or
sapnaa
tu,
dil ke aaine
main, meraa apnaa tu,
tu bhi ye jaan kitnaa pyaraa tu,
meri roohh meri dharkaan mera saharaa tu,
meri aankho
se dekh
khud ko
kabhii,
meri aankho kaa, pyaara sapna tu,
written by hameeda
ameer

No comments:
Post a Comment