2-
tery banhoo main jab bhi hum aaye,
sary
duniya ko bhool
jate hain,,,
sooch
kar aate hai
kitni batei,
tujh
se mil-karr wo bhool
jate hei,,,
mere
dil ki ajeeb chahaat
he,
tujhse
main kyun kabhi
nahi kehty,,,
dil hi
dil main tum-hi pe marti hoon,
dard-e dil
tujhse kyun nahi
kehty,,,
raaz dil
kaa ye khoolty aankhei,
raaz-e dil
jitnaa hum chipate hain,,,
tery banhoo main jab bhi hum aaye,
Writen by hameeda
ameer

No comments:
Post a Comment