85
teri yaad jab bhi aai
namm aankh kargai
tarpaa ye dil meraa,
mujhe be-naam kargai
koshish hzaar ki
bhulaa naa sake
tujhe
chahaa jitnaa bhoolnaa,
kareeb or kargai
aajaa abb to
ajaa, ye jinaa muhaal
he
aajaa ke jaan,
yaad ye behaal
kargai
aesaa naa ho
pachtaaye hmare bad tu
jaty he jan ajaa,
tujhe bad-naam kargai
written by hameeda
ameer

No comments:
Post a Comment