51-
Teri tasveer pe hum, dil nisar kar baithe,
Zindgi ka hum wajud tujh-pe nisar kar baithe..!
Shammaa
ki tarhan Ye dil ka charag jaltaa hai,
Hai ye kaisaa piyar,or- kisse pyaar kar baithe..!
Hai ye kaisaa piyar,or- kisse pyaar kar baithe..!
Teri dekhi thi ham ne ek jhalak,
bas us pall dil nisaar kar baithe..!
bas us pall dil nisaar kar baithe..!
Teri aankhon main dil ye doobaa he,
Haye sagar se piyar kar baithe..!
Haye sagar se piyar kar baithe..!
Aasmaa tu hai, or zaameen
main hoon,
Haye phir kaise hogaa apnaa Milan..!
haye kyun aasmaa se hum ye piyar kar baithe..!
Haye phir kaise hogaa apnaa Milan..!
haye kyun aasmaa se hum ye piyar kar baithe..!
Tu Aaftab
hai or mahtaab
hun main..!
Sabnamee phool ke jaisaa ye dil meraa..!
Haaye kyun tujh se piyaar kar baithe..!
Tapte suraj se pyaar kar baithe..!
Sabnamee phool ke jaisaa ye dil meraa..!
Haaye kyun tujh se piyaar kar baithe..!
Tapte suraj se pyaar kar baithe..!
Shab ki shmmaa hai tu Main hoon ptanga..!
Hay shamma pe ye jaa nisaar kar baithe..!
Hay kyun tujhse piyaar kar baithe..!
Ek qatraa the ham sagar se piyaar kar baithe..!
Hay shamma pe ye jaa nisaar kar baithe..!
Hay kyun tujhse piyaar kar baithe..!
Ek qatraa the ham sagar se piyaar kar baithe..!
written by hameeda
ameer
.jpg)
No comments:
Post a Comment