56
teri sansoon main aesi khushboo he,
is nashe main abb doob janaa hain,
tu he meri ik khub surat gazaal,
is nashe main abb doob janaa hain,
tu he meri ik khub surat gazaal,
zindagi bhar abb gun-gunguna na hain,
pyaar mera tera puranaa hain,
raaz duniaa se ye chipana hain,
guzre bahoon main zindagi teri,
raaz dunia ko naa.. bataa naa hain,
dushman ulfat ka ye zamanaa hain,
baat ye bhi badaa puraanaa hain,
tujh ko dekhoon tujhi ko piyaar karyun,
ab to yun zindgi bitaa naa hain,
written by hameeda
ameer

No comments:
Post a Comment