49-
teri duniyaa main mohabbat ka nishan milta nhi,
teri duniyaa main mohabbat ka nishan milta nhi,
Har koi he matlabi
insaniyat miltaa nhi,
kyun gariboon par hi ati aaj sari afatein,
pese waloon ne kharidi,
pese se
he har khushi,
koi bhi duniyaa main ab, sachchai
ko
na poochtaa,
har tarraf pese ke liye, bikk rahe emaan hain,
maa-bhn-beti sabhi pese se dil ko toolte,
har taraf pese ka jese, ho rahaa byoopar he,
har koi rishtaa ku pese pe hi akar ruk-gayaa,
mujhko ab teri
ye duniyaa ku khuda bhati nhi,
aaj ki biwi bhi phle bank balance dekhti,
piyar kitnaa bhi karo
yusko
samjh ataa nhi,
kesi duniyaan hoogai
kesaa
zamana hogayaa,
dil nhi lagtaa meraa kesaa jahaan
ye hogaya,
kisko samjhe aaj apnaa koi bhi apnaa nhi,
in sbhi ke bich dam gutaa he, dil lagtaa nhi,
aese jine se to behtar aaj lagti moot he,
written by hameeda
ameer

No comments:
Post a Comment