89
teri betaabiyaan nazaar
mujhe jab aayein,
dil ko
mere bahutt ye
tarpaayein,
khud kaa
bhi hoosh phirr
nahi rehtaa,
mujh ko
khud se judaa
ye karjayein,
yaa khudaa
kesa ishq mujh
ko huaa,
jo ibadaat
main bhi khlal
layein,
teri qudraat
he, teri rehmat
he,
har taraf
teri hi hukomat
he,
manti hoon
main bhi tujh
ko khuda,
par mere
dil ki wo
zaruraat he,
us ko
chahaa, tujh se
badhke khuda,
mafi mangoon
main aaj ro
ro ke,
dil meraa,
ye diwanaa uska
huaa,
sari duniyaa
se ye beganaa
hain,
uski yaadein
bahutt hi tarpayein,
dil meraa
chenn, leke ye
jayein,
maf kadre
mujhe o mere
khuda,
tere sajde main
bhi snam aayein,
Written by
hameeda ameer

No comments:
Post a Comment